गंगा एक्शन प्लान के कर्मी


मैं आपका परिचय गंगा एक्शन प्लान के कर्मियों से कराता हूँ। कृपया चित्र देखें। ये चित्र शिव कुटी, इलाहबाद के हैं और गंगा नदी से आधा मील की दूरी पर लिए गए हैं। इस चित्र में जो सूअर हैं वे पास के मकान से नाली में गिराने वाले मैले की प्रतीक्षा करते हैं। जैसे ही पानी का रेला आता है ये टूट पड़ते हैं और आनन फानन में टट्टी खा कर शेष पानी जाने देते हैं। पानी उसके बाद सीधे गंगा नदी में जाता है।
ये सूअर गंगा एक्शन प्लान के कर्मी हैं। गंगा एक्शन प्लान ने इन कर्मियों को कोई तनख्वाह नहीं दी है। फिर भी ये अपना काम मुस्तैदी से करते हैं।
शिव कुटी में सीवेज डिस्पोजल सिस्टम नहीं है। नगर पालिका कुछ कारवाई नहीं करती।
मकान एक के ऊपर एक बने हैं कि सेप्टिक टेंक बनाने की जगहें ही नही हैं लोगों के पास।
जय गंगे भागीरथी पाप ना आवे एकौ रत्ती.

Published by Gyan Dutt Pandey

Exploring village life. Past - managed train operations of IRlys in various senior posts. Spent idle time at River Ganges. Now reverse migrated to a village Vikrampur (Katka), Bhadohi, UP. Blog: https://gyandutt.com/ Facebook, Instagram and Twitter IDs: gyandutt Facebook Page: gyanfb

5 thoughts on “गंगा एक्शन प्लान के कर्मी

  1. Bhai Gyan Dutt Jee, Jab tak humare andar apne nadiyon, talo,pokharo aur prakritik sampadao ke liye chetna nahi jagegi ye GAP barhta hi jayega. Badhaie ho, aap ko , ek nanga such samne lane ke liye, chaliye sarkar per nahi farak parta hai lekin hum sab per to farak padta hi hai. kum se kum kudhte hai , gariyate hai, aur kosate to hai in andho aur bahro ke sahar me, kabhi na kabhi nakkarkhane me humari tuti ki aawaz jarur sunaie degi. hum log Banaras me Varuna nadi ke punarjivan aur sanrakshan per Dr. Vyomesh Chitravansh ke netritva me kam ker rahe hai, kabhi kabhi hum to ye hi soch kar santosh ker lete hai ki duniya me aap jaise kuchh log to humare sath hai. lihaja ye yakin hai ki manjil jarur milegi. kabhi humare bare me bhi soche, to varanasi ko pahchan dene vali poranik nadi Varuna jarur bach jayegi. vaise Varuna aapke sahar allahahabad se hi nikalati hai. Humara blog hai:-http://hamarivarunavaranasi.blogspot.com

    Like

  2. Kishor Kumar Sinha ki ek kitaab hai.Naam hai Mela.Sinha sahab shaayad Allahabad ke jiladhikaari the kabhi.Kubh mele ko aadhaar banakar unhone ye kitaab likhi hogi.Hamare samaaj ka chehra dikhta hai is kitaab mein.Ganga Action Plan (Plan aur iske execution mein GAP kitna bada hai) ke baare mein kya kahna.Kuchh logon ne Ganga ko bina soche-samjhe ganda kiya. Lekin is plan ko chalaane waalon ne Ganga ki safaee ke naam par gandagi failaee hai.Veer Bhadra Mishra ke baare mein hum sabhi jaante hain.Unke dwaara bataaye gaye upaayon ke liye sarkaar ke paas waqt nahin hai.Hamari sarkaarein tab jaagti hain, jab nuksaan control ki seema se baahar chala jaata hai.Pichhle 20 saalon mein Ganga Action Plan ke execution mein ‘sooar’ hi to lage hain.

    Like

आपकी टिप्पणी के लिये खांचा:

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

%d bloggers like this: